Ho Karam Sarkar Lyrics:- Owais Raza Qadri is the singer of this Beautiful Naat Sharif and sung in such a Loveful and melodious voice. This Naat Paak is loved by many people.
Ho Karam Sarkar Ab to Lyrics
Naat Title | Ho Karam Sarkar |
Artist | Owais Raza Qadri |
Writer | Ubaid E Qadri |
Album | Tu Sham E Risalat |
Released Date | May 17, 2008 |
Ho Karam Sarkar Lyrics
Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumaar
Jaano Dil Tum Par Fida Aye Do Jahan Ke Taajdaar
Mai Akela Aur Masaail Zindagi Ke Beshumaar
Aap Hi Kuch Kijiye Na Aye Shahe Aali Waqaar
Yaad Aata Hai Tawaafe Khanaye Kaa’ba Mujhe
Aur Lipatna Multazam Se Waale Haana Baar Baar
Sange Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaifo Suroor
Chain Pata Dekh Kar Dil Mustajaabo Mustajar
Ja Raha Hai Qaafila Taiba Nagar Rota Huwa
Mai Raha Jaata Hoon Tanha Aye Habeebe Kirdgaar
Jald Phir Tum Lo Bula Aur Sabz Ghumbad Do Dikha
Haazri Ki Aarzoo Ne Kar Diya Phir Bekaraar
Ghumbade Khazra Ke Jalwe Aur Woh Iftaariya
Yaad Ati Hai Bohot Ramzaane Taiba Ki Bahaar
Choom Kar Khaake Madina Jhoomta Phirtha Tha Mai
Yaad Aati Hai Madine Ke Mujhe Lailo Nahaar
Haal Par Mere Karam Ki Ik Nazar Farmaaiye
Dil Mera Ghamgeen Hai Aye Ghamzadon Ke Ghamgusaar
Ya Rasoolallah Sun Lije Meri Faryaad Ko
Kaun Hai Jo Ke Sune Tere Siwa Meri Pukaar
Qafle Walo Suno Yaad Aaye To Mera Salaam
Arz Karna Rote Rote Ho Sake To Baar Baar
Ghamzada Yoon Na Huwa Hota Ubaide Qaadri
Is Baras Bhi Dekhta Gar Sabz Ghumbad Ki Bahaar
हो करम सरकार अब तो लिरिक्स
हो करम, सरकार ! अब तो हो गए ग़म बे-शुमार
जान-ओ-दिल तुम पर फ़िदा, ए दो जहाँ के ताजदार !
मैं अकेला और मसाइल ज़िंदगी के बे-शुमार
आप ही कुछ कीजिए न, ए शह-ए-‘आली-वक़ार !
याद आता है तवाफ़-ए-ख़ाना-ए-का’बा मुझे
और लिपटना मुल्तज़म से वालिहाना बार बार
संग-ए-अस्वद चूम कर मिलता मुझे कैफ़-ओ-सुरूर
चैन पाता देख कर दिल मुस्तजाब-ओ-मुस्तजार
या ख़ुदा ! दिखला हतीम-ए-पाक-ओ-मीज़ाब-ओ-मक़ाम
और सफ़ा-मरवा मुझे बहर-ए-रसूल-ए-ज़ी-वक़ार
जा रहा है क़ाफ़िला तयबा नगर रोता हुआ
मैं रहा जाता हूँ तन्हा, ए हबीब-ए-किर्दगार !
जल्द फिर तुम लो बुला और सब्ज़-गुम्बद दो दिखा
हाज़री की आरज़ू ने कर दिया फिर बे-क़रार
चूम कर ख़ाक-ए-मदीना झूमता फिरता था मैं
याद आते हैं मदीने के मुझे लैल-ओ-नहार
गुम्बद-ए-ख़ज़रा के जल्वे और वो इफ़्तारियाँ
याद आती है बहुत रमज़ान-ए-तयबा की बहार
या रसूलल्लाह ! सुन लीजे मेरी फ़रियाद को
कौन है जो कि सुने तेरे सिवा मेरी पुकार
हाल पर मेरे, करम की इक नज़र फ़रमाइए
दिल मेरा ग़मगीन है, ए ग़मज़दों के ग़म-गुसार !
क़ाफ़िले वालो ! सुनो, याद आए तो मेरा सलाम
अर्ज़ करना रोते रोते हो सके तो बार बार
ग़मज़दा यूँ न हुआ होता ‘उबैद-ए-क़ादरी
इस बरस भी देखता गर सब्ज़-गुम्बद की बहार
शायर:
उबैद रज़ा क़ादरी (ओवैस रज़ा क़ादरी)
नात-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
Who wrote the Lyrics of “Ho Karam Sarkar Ab to Ho Gaye Gham Beshumar” Naat Sharif?
Ubaid E Qadri has written the Lyrics of “Ho Karam Sarkar Ab to Ho Gaye Gham Beshumar”.
Who is the singer of “Ho Karam Sarkar Ab to Ho Gaye Gham Beshumar” Naat Sharif?
Owais Raza Qadri have sung the Naat Sharif “Ho Karam Sarkar Ab to Ho Gaye Gham Beshumar”. Owais Raza Qadri is known for singing songs like Alvida Mahe Ramzan, Karam Mangta Hon, Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah.
When “Ho Karam Sarkar Ab to Ho Gaye Gham Beshumar” Naat Sharif Released?
“Ho Karam Sarkar Ab to Ho Gaye Gham Beshumar” Naat Sharif was Released Date in 17 May, 2008.
Related More Naat Sharif Lyrics List:
- Har Waqt Tasawwur Mein Naat Urdu Lyrics
- नूरी महफिल पे चादर तनी नूर की
- Ye Saba Mustafa Se Keh Dena Lyrics
- Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar Lyrics In English
- Khate Hai Tere Dar Ka Naat Lyrics
- Karam Mangti Hoon Raham Mangti Lyrics
- Mera Dil Tadap Raha Hai Naat Lyrics
- Zikre Ahmad Se Seena Saja Hai Lyrics Hindi
Jazakallahu Khairan. hopefully, Ho Karam Sarkar Naat Lyrics Hindi & English is helpful to you and please let me know if you have any corrections or additions in the Contact us section.
If you have any issues regarding the Lyrics of this Naat Sharif Lyrics, please contact us. Thank You For Visiting my namazquran.com website, I hope you come! Again